Windows 10 ki autoupdate ek bohot hi bari problem hei , jike liye hame bhot sari data kharas krna prta hei . Aur ham aapni leptop ya desktop mei Browsing kar nhi pate hei.
To saliye aaj hm aapko btate hei ki iss problem se keise base aur aapni Computer mei maan saha browsing kare wo v kam data khars kiye .
Saliye suru krte hei...
1 ) Pehle aapni Windows 10 wali leptop ya Desktop ko on kr le..
2) Aab niche bar mei jo search ka option hei ushe click kre aur services name search kre...
3) Aab services par click kre . Aab aapko bohot sari option dikhegi par aapko iss sab ki jarurat nahi...
Aap niche aate rhiye aur jab aapko Windows Update name ki option dekhegi tab ushe click kriye .
4) Aab aap startup type ko Automatic se Disabled kar dejiye aur fir stop par click kar dejiye .
Now aap apply button par click kijiye .
Aab aap ka Windows Autoupdate off ho geya aur aab aap kamse kam data ki madat se aapni Computer pe Browsing kr sakte hei...
SCREEN SHOTS :
Dosto aagar aapko ye aatch lga to please aapni dosto ke saath share ki ji ye aur meri iss website ko devlope krne mei madat kijiye .
Thank You..
Aagar aapko koye parechani hei to please niche comment kijiye.....
THANK YOU....
EmoticonEmoticon